-
Hello..
every one how are you.... I hope all of you shall be all right. ..Jasy k ap sab log janty hain k forex trading itna easy ni
ha jitna k hamain nazar aa raha hota ha . Is me emotional conditionns ko b face krna parta ha . Us time jab hamain
big loss ho raha hota ha ...iis currency pair pr . Serf vohi log trading kr sakty hain. Jinhain. Market ke kuch
know of . Ya phir 5 to 6 years ka experience. Hamary jasy new comers to bus yahan loss khany he aaty hain...
in pair ke movement bohat fast ha . Or jasy k apko pata ha . . Chances of losses b bohat hain. . So may ap sab se
request krta hon k ap sab log is pair pr Trade krny se pehly Khob isy samj lain itny MACD indicators and technical
analysis ko b samj lain. Vo is liy k apko loss k chances kam ho jain. At the end Good luck for your future.
-
pyary i forex dosto
is din main karta hoon ki is jodee ne Sell disha mein market ka saamana kiya hai
mooly break resistance aur trend lain hai aur yah pairaabolik eseaar se lambe sanket ke saath neeche kee or badh raha hai
market ke pravrtti is sthiti mein rah sakatee hai aur mujhe samarthan pratirodh staron kee ummeed thee
momabattiyon ke neeche ek dot jo ek wo downtrend disha ko zahir karta hai
isky alaava ham Mcad sanketak par ek sell signal dekh sakate hain
main aaj sell par trade lgany ki raay deta hoo good luck...
-
hello guys today market trand sell bearish,
current price ko or kal ke price ko dekhty howy market aj sell ja sakti hai,
or strong support or resistance ko bi ye dekhna hai phr market ka analysis krna hai,
phr trade strong support or resistance se jab tach kry gi to us k baad entry lena hai,
good luke and keep it up,
-
Ye Pair is waqat opar ki janab movement show
Kr raha ha
Pivot point , Moving average , sporting point
And Resistance point crunt price,Rsi,MACD, parabolic sar, Bollinger Band, H4,H1,M30, ye tamam market k opar
Janay ka bata rahay hen
Ap is waqat buy men trade kr k profit hasal kr saktay hen
-
mery hisab sy aj,
RSI bi SELL
pairaabolik sar SELL
bechane kee or badhane par bollingr baind
is jodee ka mera udghaatan hai: sell
yani aap mere ka matabak trading kryengy, to aap zada paisa kamaenge,
kyou k mainne pichhalee dinacharya ko spasht roop se jaanchane ke baad ise post kiya hai
bas pairabolik staron par aaj sab sy acha wakt chal raha hai
mere takaneekee raay aur fandamantal
-
aaj market ki movement: bulish
Resistance or support points market ki news pay inhasar krty hain
isalie treding se pahale trading ka isharon ko dakh kr trading krny ka fasla kry
hamesha dhairy rahen aur apne lamba profit karen
forex trading mein aao aur ek arabapati bano
-
Today Market trend:sell
Current price aur previous price market ke down hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke down hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
Today Market trend:sell
Current price aur previous price market ke down hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke down hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
Ajj Market Movement: Sell
Kal ki Nechy movement ko market Jari Rakh skti hai kyuki Market meh Kafi Nechy Movement thi kal
Halaki price abhi ek Resistance Jaga pe hai usa Resistance ko Market ache se Cheak Karega Agar ye Jaga Market Rukti hai toh pakka Market Nachy jy gi.
-
forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie