-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
hello guys today market trand sell bearish,
current price ko or kal ke price ko dekhty howy market aj sell ja sakti hai,
or strong support or resistance ko bi ye dekhna hai phr market ka analysis krna hai,
phr trade strong support or resistance se jab tach kry gi to us k baad entry lena hai,
good luke and keep it up,
-
kafi saloo se use kr rha hu magr nuqsan main ja rha hu q kaye mian nay kisi se sikha nhie aur na
hi koi tujrba tha is ly koi zyda earning nhe kr paya .
es ly mian apny sab doston ko ye hi smjna chahta hu k forex trading main phly sikhyn ku ka es ma ap k jazbat se zyda ap ka knowlledge kam ata
ha jtna zyda tujrba ho ga utna hi munafa kr pyn gy . mian abi zigzag do indicater ko use krta hu koch tujrba hua but koi khas nhi esly
ap phly shekhy phr forex usrs bnin qadam rakhy thanks to all freinds .
-
Today Market position is : Sell
Market ajj bohut zaida nechay ki terf move kar gyi hai
Or Support and Resistance be Market kay nechay k janay ka Ishara day raha hai
Is liya Sell ki trade laga dani chahiye.
-
Meray pearay Indian forum k sathio
Ye pair is waqat apnay tamam isharay nichay ki
Teraf janay ka bata raha ha
Ye walay tamam isharay jin men k
Pivot Point, Moving average ,Crunt price, Rsi,
Resistance and Supporting points, MACD,
Parabolic sar, Bollinger Band, H4, H1, M30, hain
Market nichay janay ka pata bata rahay hain
Is leay market is waqt sell ki postion men ha
-
Today Market trend:sell
Current price aur previous price market ke down hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke down hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
Today market trand is sell....
Support points and resistance
market ke nechay janey k haq main hain
Sell ki trade profit de gi
Indicators ko follow karte hoye aur
apni samjh soch ke sath trading
Kren. Ta k ap zyda earning hasal kr saken or agar
ap market ko achi terha samjay bagher trade kren
ge to nuqsan uthana paray ga. Best of luck...
-
mene iss ko abhi tak use nahi kiya hai iss me movements achi nahi dekhi hain abhi tak bas
yahi reason hai ke me eur/usd use karta hun warna phir bas ziada tar gold he use karta hun ............
-
Market Movement sell.
Pair sell ka ban gya hai Market kafi Oper hoii hai ab
Nechy ki traf movement kar rahi hai is lia main Kahun ga k Humain
Trade sell ki laga deni Chahie ye Humary lie kafi Faidy Mand Sabit ho Sakti
hai or Akhri 8 Ghanty ka Garaff Dekha jaye to saaf pata Chalta hai
Market Oper ho k ab Nechy ki traf movement kar rahi hai.
Shukria
-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
Moving average aur market movement
Oper ka ishara de ri hai
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen