muje trading kartay huway kafi time ho gaya hai aor main ab yeh baat samjh chuka hon kay forex trading main apko kuch na kuch capital ko save kar kay rakhna chhaiye agar ap ney achi earning karni hai aor muje kay bohat say aesay points aatay hein jis per hamein invetsmnet chahiye hoti hai acha profit leney k liye but blnc nahi hota tab.