daily earning ki koi limit nahi hai ye toh trader ke capital aur uski tarding par depend karta hai ke woh ek din mein kitna kama sakta hai woh kitne trade karta hai aur kiyna profit bana sakta hai ye kehna mushkil hai ismein bahut se factor hai jo aap ki earning par asar daalte hai.

