bilkul sahe kaha hai ap nay yaha par hum loss k bad kafi tenshion mai aty hain humy chayay k yaha par agar hum apny ander confidence lai kar aye gay tou hum kafi behter performance dai sakty hain laikin jab trader yaha par aysa kuch nahe karta hai is leyay sab sai pehly humy paractise mai entry laina sekhni hai k kis point sai hum yai kar sakty hain.. han kisi bhi karober ko shuru karnay mein nuqsan ka ziada dar hota hai kyon ke wo us insan ke liye first time hota hai magar jab insan us karobar mein kuch study karta hai then us ke chance of loss bohot kam ho jatay hain aur wo profit karta hai aur kafi involve rehta hia
.