-
Forex trading 1 asa business ha ju khatam nahi ho ga, bal k ye or advance hota ja raha ha. Jab forex start howa, tab is ma chand currency pair thi jis per trader ko trader kerni perti thi, lakan waqt guzarne k sath sath ab is ma metal or oil wagaira k pair bhi a gye hn. Jinta ma forex ko kerta raho ga itna hi mera forex ma experience increase ho ga. Or jitna mera experience badhe ga itna jyada muje profit ho ga. Or jab tak muje profit hota rahe ga tab tak ma forex ko kerta rahu ga, is k bare ma or knowledge bhi hasil kero ga.
-
forex trading ek bohat bara karobar he jo din ba din barhta he ja rha h anay walay waqat mn ye or jeyada advance ho jay ga jab ye trade start howe to ismain bohat he km currency pairs thay jesay jesay waqat badalta gya forex bhe advance hoti gai ismn pairs jeyada hotay gay jitna forex advance hota jay ga jitna ma jeyada forex ma work kronga utna he jeya mujhay tajarba hota jay ga or oskay sath mujhay profit bhe zeyada milay ga forex kay baray mn ma abhi tak tajarba hasil kar rha hn
-
Forex trading mein tab tak karna chahta hun jab tak ye chalti rahe gi kyun ki Mai ne jab se is work ko join kiya hai meri life style change ho gaya hai aur main es se bahut acchi earning ki hai aur main bahut achcha time ismein diya hai aur iska experience aur information hasil ki hai ab main es mein achi earning kar raha hun aur main es ko tab tak work karne ke liye istemal karun ga jab tak yah chalti rahe gi aur mujhe ummid hai ki yah kabhi band nahin hogi kyun ki duniya mein sab se bada business Forex mein hota hai aur log bahut ziada es mein inter ho rahe hain aur working kar rahe hain aur din BA din unki ki tadad ziada ho rahi hai aur log aur ziada es mein interest le rahe hain isliye main is kam ko kabhi nahin choron ga aur mehnat kar ke work karun ga
-
Bhai wase tu hume forex trading karte hi rahna chahiye kyu ke ye aik best online bussiness ha.Agr hum trading karte rahe tu hume gold,silver aur baki currency ki price ka ghar bathe pata chalta rahta ha.Forex trading hume is waqt tak karte rahna chahiye jab tak hume is ki pori tarah samjh na aa jai aur na us ke bare me aik aik cheez ka pata na chal jai.Hume jab tak scalping,indicators,strategy aur all tricks ka use karna na aa jai.Aur hume trading band hi ni karni chahiye kyu ke ye passy kamaney ka bohut acha jarya ha.Forex trading hume band ni karni chahiye balke us ke bare me jyada se jyada information leni chahiye.Aur profit hasil karna chahiye.
-
me tab tak forex trading kerta raho ga jab tak forex business chalta rhy ga kuin k jo bhi forex trading join ker kerta hai wo usko chor nai sakta kuin k ye aik aisa business hai jis sy insan bohat kuc hasil ker sakta hai iske ander hamy bss kuc knowledge or information ki zarorat hoti hai aghr ham log wo ly ly tw ham log forex trading sy apne bohat sy goals pory ker sakty hai forex trading aik bohat acha online business hai jo hamari mehnat py depend karta hai k ham log issy ketne earning hasil kary or kab tak iske upper work karty rhy
-
jb tak forex faida De ga tb tk too SB faida uthain ge orr hum umeed krte hain k forex SB k liye faida mand rahe ga
-
Hello friends me tab tak forex trading kerta raho ga jab tak forex business chalta rhy ga kuin k jo bhi forex trading join ker kerta hai wo usko chor nai sakta kuin k ye aik aisa business hai jis sy insan bohat kuc hasil ker sakta hai iske ander hamy bss kuc knowledge or information ki zarorat hoti hai aghr ham log wo ly ly tw ham log forex trading sy apne bohat sy goals pory ker sakty hai forex trading aik bohat acha online business hai jo hamari mehnat py depend karta hai k ham log issy ketne earning hasil kary or kab tak iske upper work karty Forex trading mein tab tak karna chahta hun jab tak ye chalti rahe gi kyun ki Mai ne jab se is work ko join kiya hai meri life style change ho gaya hai aur main es se bahut acchi earning ki hai aur main bahut achcha time ismein diya hai aur iska experience aur information hasil ki hai ab main es mein achi earning kar raha hun aur main es ko tab tak work karne ke liye istemal karun ga jab tak yah chalti rahe gi aur mujhe ummid hai ki yah kabhi band nahin hogi kyun ki duniya mein sab se bada business Forex mein hota hai aur log bahut ziada es mein inter ho rahe hain aur working kar rahe hain aur din BA din unki ki tadad ziada ho rahi hai aur log aur ziada es mein interest le rahe hain isliye main is kam ko kabhi nahin choron ga aur mehnat kar ke work karun ga
-
ap kab tak forex trading kerna chahty hai ye mny abi tak socha nai hai kuin k abi mera pora focus forex trading k bary me learning hasil kerna hai or me forex trading k bary me zaida sy zaida knowledge hasil kerna hai or jab tak mujhe zaida sy zaida experience nai hojata me kosis kerta raho ga tab tak aghr mujhe meri mehnat k phal milta raha or mujhe acha experience hasil hogya or mujhe ache earning hoti rahe tw phir me forex trading kerta raho ga issy kabi nai choro ga or phir plhy sy zaida time forex py guzaro ga or plhy sy zaida mehnat karo ga taky mera experience or zaida bar jay or aghar meny forex k bary learning hasil ki or knowledge hasil kiya aghr phir bhi me forex trading me kamyab na huya or meri mehnat bhi zaya jay or mujhe meri mehnat k phal bhi na mily tw me forex trading py zaida dyer tak km nai ker sakta or phir bohat jald forex trading ko chor do ga mghr filhal abi tak mera full focus forex trading py menat kerne py hai
-
main Forex trading tab tak karna chahta hun jab tak forex market chalti rahe gi main ne Forex trading ko sikhne mein bahut hard working ki hai aur jab tak forex market working karti Rahe gi Mai es mein trading karta rahon ga es mein bahut achcha profit kiya hai aur Meri Life ko fully Forex ne change kar diya hai aur mera lifestyle bahut acha kar diya hai aur es mein jitna profit Mai ne Kiya Hai Koi aur business mujh ko itna profit nahin de sakta aur na he koi koi aisa business hai jis mein forex ki tarah aap small capital Say work kar sakin aur ghar mein baith kar sakte hain es liye Forex trading mere liye bahut best hai aur esi mein work karna chahun ga jab tak running mein rahe gi mein koi aur dusra business karna be nahin chahta hun kiyon ke forex mai mujhe bahut acha profit mil raha hai ghar mein baith kar aur mujhe ziada mehnat be nahin karna parti
-
Jab maine forex ko start kiya tha, muje loss ata tha. Ashta ashta mera loss profit ma change hone laga, muje forex ke bare ma kafi knowledge hi gaya. Muje jab tak forex ma profit hota rahe ga tab tak ma forex trading kerta rahu ga. Lakan jab muje loss hota ha ya akser account wash hota ha tu muje bohut dukh hota ha, or apne aap per bohut gusa ata ha. Forex trading jitna aap experience ke sath kero geye aapko itana acha profit ho ga, warna loss ho ga. Jab tak mere account ma investment ha ma forex kerta rahu ga, ager acha profit dene ke baad account wash bhi ho jata ha tu dubara invest kero ga, or forex ko jari rakho ga.