There is no shortcut while trading in the forex market so you must have to understand that you have to know about the basics of the forex trading so that you will earn from the forex trading by taking the trade in the proper direction
Printable View
There is no shortcut while trading in the forex market so you must have to understand that you have to know about the basics of the forex trading so that you will earn from the forex trading by taking the trade in the proper direction
bhai yeh sahi baat hai ki iss field mein jo jaldi karta hai paisa kamane ke liye woh iss field mein apna loss karwa deta hai mein toh yeh kahunga ki forex trading mein sabse best jagah hai accha paisa kamane ke liye ismein aap risk le sakte hain zyada paise ke liye.
@dareking bhai yeh sahi baat hai ki forex trading mein kabhi jaldi nahi karni chahiye forex trading mein agar paisa kamana hai toh dimaag ka shant hona sabse zyada zarori hota hai warna loss ho sakta hai aapko.
ha bhai forex trading main koi shrotcut way nae hai market main trading karte time aapko hmesha iss bat ka khyal rakhna chahiye ki aap yha se earn kroge tabhi jab hard work aur sidha sa target hoga greedy person ke liye market nae hai
forex k business me shot entry marnay say hume khud ko he nuksan hoga or hum khud he is business me loss ko dekhay gay lehaza is business me hamesha he tarha say zyada kuch seekhnay ka socha kare k zyada seekhnay wala he ek acha trader ban sakta hai ya pher kehla sakta hai yeh business me bhot paisa hai.
Ji haan sahi kaha aap ne yaha koi shortcut nahi hai kyunki aap ko agar is business mein achcha profit banana hai toh aap ko is business ko achche se samjhna hoga aur umein humein time lagta hai isliye ye koi shortcut nahi hai bhai.
Forex ke business me earn karne ke liye koi bhi way shortcut way nahi yaha par trader ko pahle achhe se business ko janne ke liye learn karni jaroori hoti hai tabhi to ess business ess me apna knowledge aur experience ban skate hai.