-
Today market trand is sell....
Support points and resistance
market ke nechay janey k haq main hain
Sell ki trade profit de gi
Indicators ko follow karte hoye aur
apni samjh soch ke sath trading
Kren. Ta k ap zyda earning hasal kr saken or agar
ap market ko achi terha samjay bagher trade kren
ge to nuqsan uthana paray ga.
-
इसके साथ, आप जो कर रहे हैं उसके बारे में बहुत कुछ सीख सकते हैं, लेकिन इससे भी महत्वपूर्ण बात यह है कि आप बहुत कुछ सीख सकते हैं कि आप क्या गलत कर रहे हैं और अपनी रणनीति को बेहतर बना सकते हैं।
इस लेख में, हम देखेंगे कि लोग विदेशी मुद्रा व्यापार पत्रिका का उपयोग क्यों करते हैं और सही तरीके से उपयोग करने के लिए शीर्ष युक्तियाँ।
-
Helo Dosto kesy hain ap
Ajj k din market Sell+
Ki tarf raju kar rahi hai
Agr
M15 kareeb hain to sirf buy krain sell na krain
Or agr kimat is k nichy wapis aa jati hai to kuch mat karain
Agr
M15 nichy ki janib hai to buy krain sell na krainagr kimat is k upar jati hai to kuch mat karain
Jori ki had or gair janbdar ilaqa hai is k darmian hony wali koi b tijarat zati faisla hai na is tajzia ka hissa
Agar
Acha faida hasil krna hai to indicatrs ko samjna zarori hai
Best of Luck🤔Z
-
market ka rujhan:bullish buy+
Ye walay tamam isharay jin men k
Pivot Point, Moving average ,Crunt price, Rsi,
Resistance and Supporting points, MACD,
Parabolic sar, Bollinger Band, H4, H1, M30, hain
trading dekh kar achay se trend ko jan kar karen taa ke loss na ho
sab se pehle trading ke bary acha knowledge aur tajurba hasil karen
sakht mehnat acha munafa deti hai
-
Market ka aj ka Rujhaan:sell
+
Indicators aur Moving average market ke down hony ka bata rahe hain
Down chance:87%
Resistance aur Support points se bhi market nechay hoti nazar a ri hai
Hamain sell main trade lagani chahiye
BesT Of LucK
"Best"
-
forex trading market pichly pory hafty me bohat zaida nechy ki teraf gai hai kafi logo ko umeed
thi market ab upper ki teraf jay gi maghr nai gai mujhe lagta hai ab market is hafty upper ki
teraf shaid jay gi is liye hamy ab trading dekh kr krne perhy gi taky nuksan na ho
-
Hi
Friends +
Aj markeet me Indicater ka Ishara Nichy ki tarf hy
Mgr,
Movment upar ki janab ziada taiz hai,
Is liy Risk lena pary ga
Ya to wait krna ho ga nhi to Trade kr k Thora lamba wait krain
:Forex trading is a Tree of Money and Hardworking is a key of success - - -
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
Aj Market ka rujhaan aur tajziya:ßuy+
Majoda qeemat , pichli qeemat
Aur
Resistance points , Support points oper ka bata rahe hain
Full chance up:86%
Tamaam mashhoor isharay:
Bollinger band
Parabolic sar
RSI
Aur
Moving average
Market ke oper jany ka mazbot ishara de rahe hain
Agar ap achay trader ban'na chahte hain to acha ilm aur tajurba hasil Karen forex trading ke bary
-
market ki aaj ki jo movement hone wali hai..+ mere hisab se usmein aaj seling ki trade takriban 70% profit mein rahegi aur uske alava aaj market ka trend jo hai vah mere khyal mein seling ka hai lekin yahan per ek humko khatra bhi hai ki market takriban 30% upar ki taraf bhi ja sakti hai isliye hamen stop loss aur take profit ka use karna chahie kyunke stop loss or take profit humko 40% nuksan se bacha dete Hain