yeh humara sirf weham he ho sakta hai k hum is business me jiss taraf b trade lagaty hain market us say ulat chalna shuru kar deti hai aesi koi b bat nahi howa karti hai jb tak hum is business me rehtay hain or kam ko le kar kuch kar letay hain tab tak kuch kar pana humaray liye asani paida kar sakta hota hai.