forex main hi nahi balka agar ap kisi bhi kaam main chala jain ap ko bari chalang nahi marni chiya kiyon ka zarrah zarrah kar ka dariya bbanta ha is lia hamain apna business and agar app new hain tu app ko chiya kay app ko jitna profit mila raha hai uotna lay kay market say bahar ajao taka jo app trade profit may ja rahi aur wohi trade app ki thori dar may loss may bhi jaya sakti hai tu behtar yahi hai jitna mil raha hai uotna lay lo

