Originally Posted by
Amri
g han jo mehnat karta hai success wohi hota hai yahan pe hard work karo ta ke ap kamyab ho saken ap ko hard working karte rehna chahiye forex hai hi aisa kaam jahan har trader ko pehle achi si learning karna hoti hai mehnat se kaam krna hota hai hard working ki yahan pe bahut achi si importance hoti hai proper skills honi chahiye trader k pas Koi bhi job ho ya business successful hone ke liye hard work must hai ager ap hard work nahi kartey tou kisi bhi kaam main success aap ke liye impossible hai so mehnat bohat zaruri hai Forex market main kamyabi ke liye aap ko day one se mehnat karni ho gi har kaam main aap ko apna hundred percent dena ho ga or bohat carefully kaam karna ho ga start main aap ko learning main mehnat karni ho gi or is main apna time invest karna ho ga then ap Forex main work kar ke kuch gain kar saken ge ager ap struggler nahi hain tou aap Forex main zyada der tak nahi chal saktey so ager ap is ko apna life time business banana chahte hain tou ap ko bohat hard work karna ho ga or apni skills ko mazeed behtar banana ho ga kyun ke aik skillful trader hi successful trader banta hai or skills ko improve karne ke liye bohat hard work karen or apne kaam ko purey focus ir dedication ke sath karen Forex main ap ko apni mehnat or apna lagaya huwa waqt profit ki surat main hasil ho ga so mehnat jary rakhen.