Bhai chote chote capital se trading karna hum logo ke liye kafi jayda dangerous ho sakta hai, main to kahunga bhai agar hum acha manage kare chote capital ko to humare liye ye kafi badiya rah sakta hai bhai, chote capital ko bada banaya ja sakta hai.

