-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
+
Moving average aur market movement
Nechay ka ishara de ri hai
Full chance : 79% nechay
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen
-
Aj Market ka rujhaan aur tajziya:ßuy+
Majoda qeemat , pichli qeemat
Aur
Resistance points , Support points oper ka bata rahe hain
Full chance up:86%
Tamaam mashhoor isharay:
Bollinger band
Parabolic sar
RSI
Aur
Moving average
Market ke oper jany ka mazbot ishara de rahe hain
Agar ap achay trader ban'na chahte hain to acha ilm aur tajurba hasil Karen forex trading ke bary
-
Aaj ka Market trend:sell hai
Mojoda qeemat aur purani qeemat market ke nechay hony ka ishara de rahe hain
Resistance aor Support points bhi market ke nechay hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
aj k market trend=sell
support level or resistane level market ky nechy ki teraf jane k full ishara dy rhe hai
is liye hamy sell ki trade lagane chayie taky zaida earning ho saky aghr hm log
rozana market ko samj k trading kary tw roz acha profit earn kr sakty hai
-
Ripple is in trouble , dear bro aaj kal jo banking system hy woh pehly sy ziyada facilitate ho gia hy kiu keh humain jb bhi forex main loss aur profit nazar aaya to hum khud change la sakty haim is liy forex trading aik great business hy main abhi new hoon mager forex main joining sy ly kr learning kr raha hoon kiun keh forex aik great business hy
-
Analyses,
Market ka experience ek easa fun hay jo ek din mn hasil nahi kia ja sakta , isay paanay mn saloon bi lag saktay hen ,but kuch kehna mushkil nahi qismat bi insaan ki zindgi ka rukh badal sakti hay , trading ek acha fun hay , in dinon market kafi up position ki tarf move ker rahi hay, or is kay abi neechay aanay kay chance kam hen ,but is ko sell kerna future ka best reaction hay , baqi apni samjh say kaam len , shukria ,
-
market ka rujhan:bullish buy+
Ye walay tamam isharay jin men k
Pivot Point, Moving average ,Crunt price, Rsi,
Resistance and Supporting points, MACD,
Parabolic sar, Bollinger Band, H4, H1, M30, hain
trading dekh kar achay se trend ko jan kar karen taa ke loss na ho
sab se pehle trading ke bary acha knowledge aur tajurba hasil karen
sakht mehnat acha munafa deti hai
-
Today Market trend:sell
Current price aur previous price market ke down hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke down hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
आज बाजार तकनीकी विश्लेषण की प्रवृत्ति खरीदते हैं
जैसे कुछ बेहतरीन संकेतक के अनुसार
बोलिंगर बैंड
RSI
वक्र
यदि आप पसंद करते हैं और अच्छा लाभ खुला खरीद ऑर्डर प्राप्त करते हैं और अच्छा और बड़ा लाभ प्राप्त करते हैं तो बाजार स्थिति में आ जाएगा। अगर वहाँ खो plz फिर से कोशिश करो और अच्छा लाभ ले लो।
-
Hi
Friends +
Aj markeet me Indicater ka Ishara Nichy ki tarf hy
Mgr,
Movment upar ki janab ziada taiz hai,
Is liy Risk lena pary ga
Ya to wait krna ho ga nhi to Trade kr k Thora lamba wait krain
:Forex trading is a Tree of Money and Hardworking is a key of success - - -