jee han inshaa Allah wo din dor nahi jiss din hum yeh sabit kar len gau k hum kiss tarha say zyada achay tor pay kam ko le kar barh rahay hain or kesay hum ko zyada earning karnay ka moka mill saka hai yeh sub cheezen hum ek din sabit kar len gay or yeh humara kam batae ga k hum kiss kadar achay hain.

