jiske account mai jada balance ho woh hi trade karke kyuki volatile market ka kuch barosa nahi jo traders volatile market me trend ko pakad lete hai wo log bahuyt kama jaate hai wo bhi thodi si hi der me
Printable View
jiske account mai jada balance ho woh hi trade karke kyuki volatile market ka kuch barosa nahi jo traders volatile market me trend ko pakad lete hai wo log bahuyt kama jaate hai wo bhi thodi si hi der me
Indeed it was very volatile in the forex market so we must always be ready and it took a lot of knowledge and experience will guide us so that we can establish order with right and we should always be ready then all would be very nice and it is a very important thing.:)))
Volatile market may trading karnay say two kisam kay results milay hain ya phir bohat jaldi ir zaida profit or ya phir bohat jaldo or bohat ziada loss or may volatile condictin may trading bilkul beh nahe karta or akser aisay currecy pair may trading akrta hun jo itna volatile nahe hey or maeray opass itni invstment beh nahe hey kah volatile market may trade kar sakeun.
g hain dear mery khiyal se forex trading wo business hy jis me ap jitna risk lain ge utna ap k earning k chances and i think that that this si the best and is a very very risk market so we need to be a lot fo careful in forex trading business
I think The minute we can do most extreme addition or lose more and I want to trade under these conditions, with great learning and takes after the fitting procedure we have opportunity to make great profit. so it is clearly the best time.
Dost prateyek trader ki apni apni trading strategy hoti hai aur hamein trading strategy aur trading plan ke hisaab se hin trade karna chahiye kyonki koi bhi naya experiment real account par nuksaan de sakta hai isliye agar aap volatile market mein trade karte hain to usi mein trade karein aur intejaar karein aur agar kisi ka strategy ranging market ke liye hai to use usi mein trade karna chahiye.
Dear muj volatile market k bary ma nai pata or na ma ap ko is k bary ma koi asy comment do ga k ap k be concep kharab ho ja ma to just forex k market ma he trading karta ho or muj just forex k bary ma he pata ha.
nahi jnb men is men esi koi cheez isemal nahi krta men is men khud hi sb kuch krta hun is men jitna b kaam hota he men khud hi krta hun khud hi analysis krta hun or phir us k mutabik trades lgata hun
nahi mein kabi be volatile market mein trade nahi karti kiu ke mery khayal mein volatile market bohat risky hai es mein loss hona ka be dar hota hai es liye mein ne kabi es mein trade nahi ki.