-
main Forex main 2 se 3 hours bhi spend karoun tou enough hain.Forex bohat asaan job nahi hai but proper knowledge aur experience se ap thoray time main esaily acha earn kar saktay ho.
-
me yahan daily 2 hours tk spend karta hon aur daily k takreban $6, 7 earn kar hi leta hon. :)
-
Assalam-e-alaikum janab mera to time ka kuch pata nahi hota hai mai to wasay jab ghar ata hun to mai forex mai trading karne lag jata hun or Forum mai posting karne lag jata hun .... mera kam say kam in dono mai 4,5 hours work ho jata hai or forex pay mai din ka 1,2$ earn kar layta hun us say zada nahi ho raha hai kyu ka mai zada risk nahi layta hun ......
-
janab gee men abi new hon is kam ky liy. abi bonus akatha kar lon to phir start kron ga to pta chly ga ky kitny kmata hun.