-
forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie
-
Meray pearay Indian forum k sathio+
Ye pair is waqat apnay tamam isharay nichay ki
Teraf janay ka bata raha ha
Ye walay tamam isharay jin men k
Pivot Point, Moving average ,Crunt price, Rsi,
Resistance and Supporting points, MACD,
Parabolic sar, Bollinger Band, H4, H1, M30, hain
Market nichay janay ka pata bata rahay hain
Is leay market is waqt sell ki postion men ha
-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
+
Moving average aur market movement
Nechay ka ishara de ri hai
Full chance : 79% nechay
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen
-
Market ka aj ka Rujhaan:sell
+
Indicators aur Moving average market ke down hony ka bata rahe hain
Down chance:87%
Resistance aur Support points se bhi market nechay hoti nazar a ri hai
Hamain sell main trade lagani chahiye
BesT Of LucK
"Best"
-
Ajj technical analysis ko dekhte howey market ki Jo position hai wo sell ki Nazar aa rahi hai lekin fundamental analysis kuch confused Kar Raha Hain lekin kuch best indicator be market k nechay ki janab position ka ishara day rahay hain so ajj trade sell me lagana he acha rahay ga
-
aaj market ki movement: bulish
Resistance or support points market ki news pay inhasar krty hain
isalie treding se pahale trading ka isharon ko dakh kr trading krny ka fasla kry
hamesha dhairy rahen aur apne lamba profit karen
forex trading mein aao aur ek arabapati bano
-
Aj market ka trend buy ka hy+
Technical indicators sy b pta chalta hy k market buy ki position me hy.
Resistence or suport point up ja ry hen jin sy pta chlta hy k market buy k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
-
Bitcoin ki price everyday same movement nahin karti kabhi kabhi yaad bahut jyada slowly ho jati hai aur traders confusion Mein Jaate Hain Ki market mein kaun sa train Hai Magar confusion mein nahin aana basically Main Long time frame mein dekha hai aur D one time frame Mein Dekha Hai Bitcoin CarTrade hundred percent police train Ban chuka hai aur isme Kisi Ke Samne Koi confusion Nahin Hai Hamein just released and ko follow karna hai aur apne trade ka wait karna hai
-
hnji bhai bitcoin or other cryptocurrencies isme hi work krti hai or ye shard database ka matlab ye h ki isme sbka ledger ek jesa maintain hota hai alag alag distributed networks ya computer meh. is se transaction ko verify karna easy hota hai sath hi sath agar koi banda changes karta hai ledger meh beech meh toh woh valid nahi payega kuki woh kisi or distributed network se match nahi krega uska ledger isliy ye ek kafi secure ecosystem hai
-
aj k din market trend =strong buy
aj market ky upper jane k chance 80% hai support or resistance bhi market k upper jane
k pora ishara dy rahy hai is liye hamy aj k din upper ki teraf trade lagane chayie taky zaida
sy zaida profit hasil ker saky