ji bhai aapki bat bilkul sahi hai keh 5 din main market monday sy friday 24 ghanty baghair band huwe khula rehta hai kuch log apny plan ke mutabiq trade karty hain weekly jab unka target pura ho jata hai tu woh trading nahi karty mazeed lekin mujhy tu jab bhi koi trade mil jay jab tak margin available hota hai tu main dhara dhar trades lagata rehta hun phir margin hi ni bachta