आज बाजार का रुख: खरीदें
चलती औसत और संकेतक बाजार के बारे में संतुष्ट नहीं हैं
चार्ट बाजार की चाल के प्रतिरोध और समर्थन अंक के अनुसार धीमी गति से
अच्छा लाभ कमाने के लिए विदेशी मुद्रा व्यापार के बारे में ज्ञान और अनुभूति सीखें
Printable View

jesa k ham sab samjty k hai k forex trading bohat asaan hai ye hamari galt fhami hai
forex trading siraf un logo k liye asaan hai jin ko trading krty huye 5 6 saal hogy hai
jo naye log hai un logo k forex trading bohat muskil hai wo zaida ter nuksan me rehty hai
kuin k unke pass koi tajarba nai hota wo log tuky laga kr trading krty hai or hamisha nuksan me rehty hai
Helo,
Forex members +
Aj market me indicater ka ishara Upar ki janib hai
Mgr
Movement Nichy ki janib zeada hai
Ya to Risk lain
Ya phir
market indicaters ko samjh kr trade lgain
Indian forex duniya ka taqatwar karobar hai jis se ap bohat faida hasil kr saktain hain - -
jesa k ham sab samjty k hai k forex trading bohat asaan hai ye hamari galt fhami hai
forex trading siraf un logo k liye asaan hai jin ko trading krty huye 5 6 saal hogy hai
jo naye log hai un logo k forex trading bohat muskil hai wo zaida ter nuksan me rehty hai
kuin k unke pass koi tajarba nai hota wo log tuky laga kr trading krty hai or hamisha nuksan me rehty hai
Aj ka din market ka trend sell + ka haq ma ha is liay hamy buy ki trade lagani chahy technical indicator say Bhi pta chalta ha ka market sell ka haq ma ha sell ma trade lagany say zayada profit hony ka chance hom Gay+
aj k market trend=sell
support level or resistane level market ky nechy ki teraf jane k full ishara dy rhe hai
is liye hamy sell ki trade lagane chayie taky zaida earning ho saky aghr hm log
rozana market ko samj k trading kary tw roz acha profit earn kr sakty hai
Market k upper or nechy ki teraf jana forex trading k hissa hai wo ham logo py depend krta hai ham log kesy market ko samj k trading krty hai or paise kamaty hai aghr hm log thora sa samj k trade lagaye tw hm log asaani sy paise kama sakty hai
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
Aj market ko dekhte howey market ki Jo position hai. Wo Buy ki Nazar aa rahi hai lekin fundamental analysis kuch confused Kar Raha Hain. lekin kuch best indicator be market k oper ki janab position ka ishara day rahay hain. So aj trade Buy me lagana he acha rahay ga.
--- Update ---

Hello Friend Posting aur Trading karnay say bohat ziada faida hota hai lekin faida sirf us waqat ho ga jab humey trading kari aati ho aaga humay trading kari nahi aati lekin phir bhi trading karey tu humarey mehnut zaiya ho gaye gi aur hamara nuqsan bhi ho ga is soch samajh kar aur seakh kar trading karney chaheay Best Of Luck.