Ham log apni trading me jab bhi kam lot size ka use karte hain tab hamko risk kam rehta hai. Is tarah ki trading safe maani jaati hai aur is se ham logon ko trading karne me jyada loss nahi hoga. Ham agar jyada der tak trading karna chahate hain to hamko aisa hi karna hoga :D