generally jab kabhi market mein koi news aata hai to us timing mein nain trading nahi karta hoon kyoun ki ye mere liye risky hai kyoun ki kabhi bhi kisi bhi tarah ka situation us samaye mein ho sakta hai aur agar trading mein aap apne opportunities ka use karteen hai tabhi aap market mein profitable rah sakteen hai

