-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
Moving average aur market movement
Oper ka ishara de ri hai
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen
-
Today Market trend:sell
Current price aur previous price market ke down hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke down hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
Keep it up
-
Meri teraf sy sab dosto ko salam jesa k ap janty hai market kafi dino sy nechy ki teraf ja rhe hai jetne bhi logo ne nechy ki teraf trade lagaye hogi usne achy paise kamaye hongy forex trading sy paise kamana itna muskil nai hai aghr hm log soch samj k trading kary tw
-
Ajj Market Movement: Sell
Kal ki Nechy movement ko market Jari Rakh skti hai kyuki Market meh Kafi Nechy Movement thi kal
Halaki price abhi ek Resistance Jaga pe hai usa Resistance ko Market ache se Cheak Karega Agar ye Jaga Market Rukti hai toh pakka Market Nachy jy gi.
-
Meri teraf sy sab dosto ko salam jesa k ap sab janty hai forex trading sy paise kamana naye logo k liye bohat muskil hai is liye unko zaida ter loss hota hai is liye naye logo ko chayie forex trading krne sy plhy isko achy say samj ly or soch samj k trading kary taky inko loss na ho
-
sabhee ko khush treding, yah jodee abhee bhee bagal mein chal rahee hai, jab tak ki h4 samay seema se yah gyaat nahin hai ki jodee aandolan abhee bhee 161.8% phaibro star se oopar chal raha hai, yadi baad mein keemat isake neeche toot jaatee hai, to agalee keemat samarthan star ke neeche lakshit hogee keemat
lekin agar keemat badh jaatee hai to sambhav hai ki keemat ko chhoone ka sambhaavit star esabeeaar star hai jise mainne ek pankti ke saath chihnit kiya hai yah vah jagah hai jahaan ham is shart ke saath reeventree bech sakate hain ki keemat yahaan se khaarij kar dee gaee hai
Though trading on financial markets entails high risk, still it can generate extra income on condition that you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.
-
Today i am going to discuss this pair in my own justification and analysis. I think this pair i the most. Faverable pair in the forex market .
Thats reason why i using this pair for my profitable trade
Technical analysis on basis of these indicators
Parabolic SAR
MCAD
Moving everages
And also RSI
So best of luck for the confirm trade .
-
Meray pearay Indian forum k sathio
Ye pair is waqat apnay tamam isharay nichay ki
Teraf janay ka bata raha ha
Ye walay tamam isharay jin men k
Pivot Point, Moving average ,Crunt price, Rsi,
Resistance and Supporting points, MACD,
Parabolic sar, Bollinger Band, H4, H1, M30, hain
Market nichay janay ka pata bata rahay hain
Is leay market is waqt sell ki postion men ha
-
Market ki up ki traf se rejection milny k bad market daubara se support per a gaeu ha or ab ye aik bar support hasil ker chuki hai chart se ye bat nazer ati ahi market ne indicators ki support ko find ker k ab resistacne ko find kerna hai or aik bar pher bullish ki market ko shoru kerna hai
-
forex trading itne muskil nai hai hm logo ne isko muskil kud bnaya hai aghr hm log
forex trading ko soch samj k or news ko achy say deky or phir trading kary
tw phir itne muskil nai hai hm log bageer sochy samjy or news ko deky bageer
trading krty hai is liye zaida ter nuksan me rehty hai