-
Market Movement sell.
Pair sell ka ban gya hai Market kafi Oper hoii hai ab
Nechy ki traf movement kar rahi hai is lia main Kahun ga k Humain
Trade sell ki laga deni Chahie ye Humary lie kafi Faidy Mand Sabit ho Sakti
hai or Akhri 8 Ghanty ka Garaff Dekha jaye to saaf pata Chalta hai
Market Oper ho k ab Nechy ki traf movement kar rahi hai.
Shukria
-
Today market trand is sell....
Support points and resistance
market ke nechay janey k haq main hain
Sell ki trade profit de gi
Indicators ko follow karte hoye aur
apni samjh soch ke sath trading
Kren. Ta k ap zyda earning hasal kr saken or agar
ap market ko achi terha samjay bagher trade kren
ge to nuqsan uthana paray ga. Best of luck...
-
Today Market trend:sell
Current price aur previous price market ke down hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke down hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
Ajj Market Movement:sell
Current Rate aur previous Rate market ke Nechy hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke Nechy hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
sabhee ko khush treding, yah jodee abhee bhee bagal mein chal rahee hai, jab tak ki h4 samay seema se yah gyaat nahin hai ki jodee aandolan abhee bhee 161.8% phaibro star se oopar chal raha hai, yadi baad mein keemat isake neeche toot jaatee hai, to agalee keemat samarthan star ke neeche lakshit hogee keemat
lekin agar keemat badh jaatee hai to sambhav hai ki keemat ko chhoone ka sambhaavit star esabeeaar star hai jise mainne ek pankti ke saath chihnit kiya hai yah vah jagah hai jahaan ham is shart ke saath reeventree bech sakate hain ki keemat yahaan se khaarij kar dee gaee hai
-
hello guys aj kal market down ja rahi hai bearish trand chal raha hai
hum ko trade krny mein jaldi nahin krna strong support or strong resistance per
jab tak marekt na tach kry to us time tak trade nahin krna chahye kal kay or aj kay
price ki moevemint ko agr dekha jai to to buy market nahin gai to hum sell ki entry
bearish trand hai strong resistance se krin gy next strong support ko market tach kar sakti hai,
-
Ajj Market Movement: Sell
Kal ki Nechy movement ko market Jari Rakh skti hai kyuki Market meh Kafi Nechy Movement thi kal
Halaki price abhi ek Resistance Jaga pe hai usa Resistance ko Market ache se Cheak Karega Agar ye Jaga Market Rukti hai toh pakka Market Nachy jy gi.
-
To All forex users and freinds main forex kafi saloo se use kr rha hu magr nuqsan main ja rha hu q kaye mian nay kisi se sikha nhie aur na
hi koi tujrba tha is ly koi zyda earning nhe kr paya .
es ly mian apny sab doston ko ye hi smjna chahta hu k forex trding main phly sikhyn ku ka es ma ap k jazbat se zyda ap ka knowlledge kam ata
ha jtna zyda tujrba ho ga utna hi munafa kr pyn gy . mian abi zigzag do indicater ko use krta hu koch tujrba hua but koi khas nhi esly
ap phly shekhy phr forex usrs bnin qadam rakhy thanks to all freinds .
-
usdnok ka trend sell main hay aor usdnok ki abhy tk ki jo price movement howay hay woh hay 8.1434 sy 8.1792 ki aor usdnok pair sell ka rujhan main zyada lgta hay aor is ko Trader sell kr sakta hay 8.1800 say ya 8.2000 say aor is ko take profit 8.1200 ya 8.1100 ka adjust krna thek hay aor Trader usdnok ko stop loss 8.2100 ka zyada say zayda laga kr Trading safe kar sakta hay aor Trader ko usdnok ki market ko smjna aor right trend ko follow krna zarori hay
-
प्रतिशत आवंटन प्रबंधन मॉड्यूल, जिसे प्रतिशत आवंटन धन प्रबंधन या pamm के रूप में भी जाना जाता है, एक जमा धन विदेशी मुद्रा व्यापार का एक रूप है। एक निवेशक को अपनी पसंद के योग्य व्यापारी (एस) / मनी मैनेजर (एस) के वांछित अनुपात में अपना पैसा आवंटित करना पड़ता है