may tu koshish kar raha hoon k trading life time career banalo lakin abhi mujay buhut kuch seekna hai. but sara practice aur research karna hai.q k abhi tak maray me buhut jayada kamiyan aur khamiya hai. lakin me hard work me believe karta hoon aur aik din ya me karke dekaoga.