विदेशी मुद्रा बाजार बिलकुल उसी तरह बदली है जेसी के मौसम का कोई पता नहीं कब ये आप को दोसरी तारफ ले जान तू है के लिए बोहत इज्तियात लाजमी होती है कहीं जल्दी मैं अपना नुक्सानोरा का सबसे अच्छा एफएक्स है
Printable View
विदेशी मुद्रा बाजार बिलकुल उसी तरह बदली है जेसी के मौसम का कोई पता नहीं कब ये आप को दोसरी तारफ ले जान तू है के लिए बोहत इज्तियात लाजमी होती है कहीं जल्दी मैं अपना नुक्सानोरा का सबसे अच्छा एफएक्स है
jee han mai apki baat se sahmat krti hun forex ek mahtavpur business hai jaise apny kaha wo bilkul sai kaha hy market sai mai ek aisa mausam hai jo kabhi bhi badal sakhta hai is liye aghr ap knowledge rakho gy is kam ka tu fir ap yaha pad trading ko achy se kr jate ho, market ki movement ka kuch bhi kehna mushkil hota hai kuo ke hum is mai kuch nai kr sakhte na hi apni marzi se iski move krwa sakhte, but aghr ap market ko technically or fundamentally samjh jaye tu fir yah apko fayda dy jati hai, forex trading ko jab bhi koi newbie start krta hai tu phele usko yaha kaise kam krna hota wo seekhna padta market ka knowledge jama krna padta fir wo yaha pad kam ka start kr ke ache se trade kr jata hai,
jaise aony kaha ke tarder ko yaha pad preshan nai hona chahie unko is business ko samjhna chhaie, tensions mai or emotionally hum koi bhi business start nai kr sakhte or aghr start kr bhi ly tu us pad kamyab hona humre liye buhat mushkil ho jata hai, is business mai kafi logo ko earning ka moka milta or wo earning krte bhi hai lekin aghr wo sb bina knowledge learning ke kam kre gy tu fir is mai kamyab nai ho sakhte ulta unko is business mai nuksan ho jata hai, forex ke business mai ache se kam kre taake apko yaha pad kafi jiyda kamyabi ke sath income bhi hoti jaye, jaise aghr apko forex ke bade mai or yaha kam kaise kiya jata us bade mai sai se knowledge ho ga tu fir ap yaha pad apna future bhi acha kr sakhte ho or ek successful trader bhu ban sakhte
haanji forex market mousam ki tarah same hoti hai kyu ke isme kasi bhi nahi pata ke agye kya hone wala hai jaise mousam kabhi kabhi kharab ho jata hai isi tarah forex market main bhi ho jata hai tab trade krna bahut risky hai ju trader tab trader kerta hai isko loss ho jata hai, forex trading main hamesha patient ke sath kaam kerna padta hai jald baji krne wale trader isme success nahi ho sakte market main kabhi bhi ek pattern ko follow nahi kerti iska pattern bar bar change hota rehta hai trader ko isko sath sath samjhana padta hai, jis tarah mousam sara saal ek jaisa nahi rehta isi tarah forex trading bhi ek jaisi nahi rehti kabhi ye market high volatile ho jati hai aur kabhi iski movement itni slow ho jati hai ke isme trade krna risky ho jata hai, slow movement main trader ko loss bhi nahi hota aur na hi profit hota hai market dono side per slowly move kerti rehti hai aise time se trader ko bachna chahye kyu ke iske baad market one side trend bana ker bahut movement deti hai jiski waja se trader ko loss bhi ho sakta hai, news ke time market bahut jyada movement deti hai kuch greedy trader jyada profit earn kerne ke chaker main iske trap main fans jate hain aur inko loss ho jata hai isme trade krne ke liye trader ko sahi time ka wait kerna padta hai, danger market main trade krne se behter hota hai ke trade koi bhi trade na kere kyu ke isme isko nuksan uthana pad sakta hai.
Market bhi mousam ki tarah turn hoti rehti hai jaise kbhi barish ka mousam kabi garmi sardi istarah market ka trend kabhi up janib hoga kbhi down janib hoga iska behaviour bhi aisa hi hota hai hume market k har condition ki samjh achay se honi chahye forex market bi mausam ki tera bedelti rehti ha is liye forex market ka bi koi bharosa nahi ha is per humesha nazer rekhni chahye is se dhoka nahi khana chahye ap ko kabi bi jaldi ma trading nahi kerni chahye humesha market per nazer rekhen or us ke rules ke mutabiq trading keren kyunke rules ko follow kerna boht zarori ha bagair follow kiye ap kabi kamyab nahi ho sakte jo log rules ke against chalte hen wo humesha loss kerte hen is liye ager ap loss se bechna chahte hen to rules ke mutabiq trading keren or humesha soch samej ker trading keren humesha fresh mind ke sath trading keren trading kerte weqt ap ka mind fresh hona chahye kjisi kisem ki koi preshani nahi honi chahye phir hi ap achi trading ker sakte hen or humesha market ke bedelte rangon per nazer rekhni chahye aik kamyab trader kabi bi jaldbazi se kaam nahi leta humesha soch samej ker trading kerta ha kyunke wo janta ha trading kerna kitna mushkil ha or kamyabi hasil kerne ke liye kitni mehnat kerna perti ha jo trader shuru ma hi himet haar jate hen un ke liye kamyab hona boht mushkil ha or jo ghabrate nahi wohi kamyab hote hen hume isliye market ka jaiza lena chahye ta k hume market k utar charhao ka pata hoga aur hum achi trades karen gay.
Ji haan forex Indian forem maket bilkul mousam ki tarah change hoti rehti hai time time isliye hame jab bhi trading kani ho to hame news ki poori jankari honi chahiye