-
ajj aaj ke din market Ki Surat hal hai :sell
market niche Ki Jaane position banaa kar Baithi hai banaa rahi hai aaj total indicator and analysis Yahi Bata rahe hain ki market niche ki Janak Jayegi aur selling laganay mein bahut fayda hai agar ham log selling ki trade ko lagaenge aur entry point Achcha hoga to Humko profitki percentage badh Jayegi Iske alava Humko sath acchi trading karne ka experience bhi ho jaega Main To aapko Yahi kahunga ki aaj trading selling mein kiya jaaye to hi bahut fayda hai
-
hnji bhai bitcoin or other cryptocurrencies isme hi work krti hai or ye shard database ka matlab ye h ki isme sbka ledger ek jesa maintain hota hai alag alag distributed networks ya computer meh. is se transaction ko verify karna easy hota hai sath hi sath agar koi banda changes karta hai ledger meh beech meh toh woh valid nahi payega kuki woh kisi or distributed network se match nahi krega uska ledger isliy ye ek kafi secure ecosystem hai
-
Trading sy insan bohat kuc bna sakta hai is k liye insan k experience hona bohat zarori hai aghr uska experience hoga tw wo dino me bohat sy goals achieve kr sakta hai is k liye thori c mehnat chayie agyr bageer sochy samjy or tuky lga kr trading kary gy tw hmy himesha nuksan he uthana prhy ga
-
dear jb start mein btc aya tha to us waqt is ki koi value nhi thi ab dekho 1btc 4000+$ ka hogya hai dear hum agr btc mein longterm invest Karen to phr hamen bhout faida hogy btc king hai is waqt cryptocurrecny mein
-
Aj market ka trend buy ka hy+
Technical indicators sy b pta chalta hy k market buy ki position me hy.
Resistence or suport point up ja ry hen jin sy pta chlta hy k market buy k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
So good luck and keep it up..
-
G han bitcoin ne 5550$ ko asaai se cross ker lia hai aj makret men boht teezi dekhi gae hei is se market men andaza ho gya hai kay ab ye confirm bullish market ban chuki hai jis men traders ne boht big voulm k sath apny trades ko open kia hai mager seller ne nhi kia
-
Helo Forex Members
Aaj k din markeet
Buy +
ki trf Ishara kr rahe hai
RSI, MACD ßollinger bend k mutabik or Perabolic markeet me Azafy k bary me Batata hai
Agar ham Acha faida uthana chahty hain to Forex Trading ka Ilam sekhain or Tajurba hasil karain
Forex Trading ka karobar hamain faida dy skta hai
Is k liy hamain Mehnat krni hoge
Q k,
Mehnat kamyabi ki kunji hai=====
-
Ajj Market Movement:sell+
Current Rate aur previous Rate market ke Nechy hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke Nechy hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
dear jb start mein btc aya tha to us waqt is ki koi value nhi thi ab dekho 1btc 4000+$ ka hogya hai dear hum agr btc mein longterm invest Karen to phr hamen bhout faida hogy btc king hai is waqt cryptocurrecny mein