-
USD / NOK
For Stop Loss and Trading Targets
Calculation For Trading:
Resistance Level (R1): 9.737
Resistance Level (R2): 9.626
Resistance Level (R3): 9.565
Pivot Point: 9.455
Support Level (S1): 9.394
Support Level (S2): 9.284
Support Level (S3): 9.223
-
Usd-nok ka aj ki movement low lgti hai. Usd-nok ka trend buying ka ha.
Usd-nok ko 8.1210 sai buy krain.
Usd-nok ko Take profit 8.4030 set krain.
Usd-nok Stop loss ki price 8.0040 set krain.
-
Today Market trend:sell
Current price aur previous price market ke down hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke down hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
Keep it up
-
Market kafi dino sy nechy ki teraf ja rhe hai or shaid ab upper ki teraf bhi jay is liye hmy trade soch samj k lagani chayie taky hm or paise kama saky aghr ham rozana news ko samjy or market ko achy sy deky tw hm log achy paise kama sakty hai
-
Asalamu- o-alaikum
kya kal ha ap sab ka .... umeed ha kya ap sab thek ho gay ..Jasy k ap sab log janty hain k forex
trading itna easy ni
ha jitna k hamain nazar aa raha hota ha . Is me nukshan ka b samana krna parta ha . Us time jab
hamain
bara nukshan ho raha hota ha ...iis par pr . Serf vohi log trading kr sakty hain. Jinhain.
Market ka kuch
pata ho . Aj Market k nechy Jane k bohat chance hai is liye hmy soch samj k trade lagane chayie
taky hm achy paise
kama saky aghr hm paise qamany chahty hai tw hmy Sab sy plhy market ko samjana chayie.ok sab
achi tarha kam kary.
-
Ajj Market Movement:sell
Current Rate aur previous Rate market ke Nechy hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke Nechy hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
usd/nok = buy
Time frame = daily
Dear mery analysis k mutabik daily time frame me ye pair b up jaey ga. QK dear US dollar aj b strong ho skta hai. is lye hum ko is me buy me entry le k acha profit earn krna chahye. bullish trend aaj jari rah skta hai.
-
Market Movement sell.
Pair sell ka ban gya hai Market kafi Oper hoii hai ab
Nechy ki traf movement kar rahi hai is lia main Kahun ga k Humain
Trade sell ki laga deni Chahie ye Humary lie kafi Faidy Mand Sabit ho Sakti
hai or Akhri 8 Ghanty ka Garaff Dekha jaye to saaf pata Chalta hai
Market Oper ho k ab Nechy ki traf movement kar rahi hai.
Shukria
-
kafi saloo se use kr rha hu magr nuqsan main ja rha hu q kaye mian nay kisi se sikha nhie aur na
hi koi tujrba tha is ly koi zyda earning nhe kr paya .
es ly mian apny sab doston ko ye hi smjna chahta hu k forex trading main phly sikhyn ku ka es ma ap k jazbat se zyda ap ka knowlledge kam ata
ha jtna zyda tujrba ho ga utna hi munafa kr pyn gy . mian abi zigzag do indicater ko use krta hu koch tujrba hua but koi khas nhi esly
ap phly shekhy phr forex usrs bnin qadam rakhy thanks to all freinds .
-
Today Market trend: buy
Current price aur previous price market ke up hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke up hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko buy main trade laga deni chahiye