News trading ki madad se hame jyada income mil sakti hai agar ham jante hain ki news me kya results aa sakte hain aur ham log news ki sahi tara hse analysis ko karna jante hain. Hamare liye ye baat bahut hi jyada jaruri hoti hai ki hame sahi tarah ki analysis ko karna aa sake.