-
प्रतिशत आवंटन प्रबंधन मॉड्यूल, जिसे प्रतिशत आवंटन धन प्रबंधन या pamm के रूप में भी जाना जाता है, एक जमा धन विदेशी मुद्रा व्यापार का एक रूप है। एक निवेशक को अपनी पसंद के योग्य व्यापारी (एस) / मनी मैनेजर (एस) के वांछित अनुपात में अपना पैसा आवंटित करना पड़ता है
-
dear jb start mein btc aya tha to us waqt is ki koi value nhi thi ab dekho 1btc 4000+$ ka hogya hai dear hum agr btc mein longterm invest Karen to phr hamen bhout faida hogy btc king hai is waqt cryptocurrecny mein
-
je mere bhai bitcoin bht he best curency hai main tu es ka bare main tab se janta hon jab 1 bitcoin 250$ ka tha or bht he kam time main bitcoin ne bht zida tarki ke hai es liye main tu bitcoin ko bht he best manta hon or yeh sab se best payment method hai or main ese ko like krta hon yeh ap trading main bhe best use kr skte hain
Though trading on financial markets entails high risk, still it can generate extra income on condition that you apply the right approach. By choos
-
Market ka Rujhaan hai:buy
+
Indicators ke mutabiq :-
Parabolic sar
Bollinger band
RSI
Aur
Moving average
Bata rahe hain ke market oper jaye gi isliye buy main trade karen
Forex trading aik paison ka darakht hai agar ap ameer hona chahte hain to acha knowledge aur experience hasil karen
👍 BesT Of LucK 👍
"Best"
-
Helo Dosto kesy hain ap
Ajj k din market Sell+
Ki tarf raju kar rahi hai
Agr
M15 kareeb hain to sirf buy krain sell na krain
Or agr kimat is k nichy wapis aa jati hai to kuch mat karain
Agr
M15 nichy ki janib hai to buy krain sell na krainagr kimat is k upar jati hai to kuch mat karain
Jori ki had or gair janbdar ilaqa hai is k darmian hony wali koi b tijarat zati faisla hai na is tajzia ka hissa
Agar
Acha faida hasil krna hai to indicatrs ko samjna zarori hai
Best of Luck====
-
Trading sy insan bohat kuc bna sakta hai is k liye insan k experience hona bohat zarori hai aghr uska experience hoga tw wo dino me bohat sy goals achieve kr sakta hai is k liye thori c mehnat chayie agyr bageer sochy samjy or tuky lga kr trading kary gy tw hmy himesha nuksan he uthana prhy ga
-
Aj market ka trend sell ka hy+
Technical indicators sy b pta chalta hy k market sell ki position me hy.
Resistence or suport point dawn ja ry hen jin sy pta chlta hy k market sell k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
+
Moving average aur market movement
Oper ka ishara de ri hai
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen
-
Ajj Market Movement:sell
Current Rate aur previous Rate market ke Nechy hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke Nechy hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
Aj k din market Buy+
Ki tarf movment kar rahi hai
Mkhtlif Indicators or
Moving average market ko upar hony ka bta re he
Or market ka Resistance and Support points market b upar hony ka bata re he
Isliay market main order lgain or stop loss or take profit ka lazmi istmal ho agr market negative ho ge to loss na ho====