me khud to shadi shuda nahi hn aur na he mjhay is baray me kuch experience hai k shadi ka forex pay kya asar parta hai aur kya nahi lekin ye zror keh sakta hnk forex karnay wala ya to bv ko time deta ho ga ya forex ko ku k ye business shuru me hum say kuch wakt mangta hai.

