Forex market aur Stock market ye dono hi alag alag market hai, lekin market to bhai market hoti hai, dono mein risk hai, bas jo koi trader kisi market ko pasand karta hai wo ushi market ke bare mein jankari hasil karta hai bhai.
Printable View
Forex market aur Stock market ye dono hi alag alag market hai, lekin market to bhai market hoti hai, dono mein risk hai, bas jo koi trader kisi market ko pasand karta hai wo ushi market ke bare mein jankari hasil karta hai bhai.
Yes, that was right. In both business, forex and stock, there is risk of losses too because there is no business in this world which
has no risk at all. But the risk in forex is higher because the price is so volatile so you could suffer losses when you're not closing
position in the right timing. It happened too in stock market but the movement of stock is not quite volatile as forex.
My dear friend muhjy kuch zyada knowledge to nhe ha forex market k bar or stcok market k bara ma liken han itna zaroor khna chahte hon k stock market ma ap agr koi cheez buy karte ho to us k buy karna k liye ap ko is cheez k complete price pay karna hote hain liken forex market ma ap agr koi currency buy karte ho to is ma ap ko bohat kam price pay karna hota hain ok dear
I think forex tantamount to Stock. only difference is that the stock could be trading at only a company with substantial capital. If the forex it is very tasty. we own that do not have big capital to take part in this forex trading. this every day could be a positive outcome for all of us.
forex market me aur stock market me kuch jada farak nahi hota,forex world ka market me aata hai aur stock market har country ka apne hisaab se chalta hai,yahan forex me jetna moveemnt hota hai wo stock market ki wajah se he hota hai..
forex market aur stock market mai ye farak hai ki forex (crud,gold,silver,currency,) mai ata hai stock market mai(equity,future$option,nifty midcap,smallcap,) ye sub ata hai. aur mujhe lgta hai ki stock market jada risky market hai forex ke mukable aur kuch log kehte hai ki forex risky hai pr dono hi market jisse smjh aa jaye wohi thk hai.
Forex world ki biggest investment market hai aur eski leverage ka option esse har trading market se alag banati hai, mujhe stock market me trading ka koi experience nahin hai, magar stock market me invest karne ke liye good capital chahiye hoti hai aur ye forex market jaise 24 hours on nahin rahti hai.
I love to trade in forex tradign and we all know that without proper understanding of the market we can not get success any where in the world and we need to know that we can easily get understand the forex market but tough to understand the stock market.
bai saab ji forex market ka kam week mai 24 hours tak chalta hai magar es kam mai stock market ka din mai 12 hours tak chalta hai forex mai app kam investment mai achi earning kar sakte hai fer app es kam mai achi earning karke apne sabi dreams ko compete kar sakte hai bai saab ji forex ek hard working bussiness hai hum es kam mai acha paisa kama sakte hai bai saaab ji forex mai ek hee din mai trilllion dollar tak ki amount lost hoti hai bai saab ji