-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
Helo Dosto kesy hain ap
Ajj k din market Sell+
Ki tarf raju kar rahi hai
Agr
M15 kareeb hain to sirf buy krain sell na krain
Or agr kimat is k nichy wapis aa jati hai to kuch mat karain
Agr
M15 nichy ki janib hai to buy krain sell na krainagr kimat is k upar jati hai to kuch mat karain
Jori ki had or gair janbdar ilaqa hai is k darmian hony wali koi b tijarat zati faisla hai na is tajzia ka hissa
Agar
Acha faida hasil krna hai to indicatrs ko samjna zarori hai
Best of Luck====
-
aj k market trend=sell
support level or resistane level market ky nechy ki teraf jane k full ishara dy rhe hai
is liye hamy sell ki trade lagane chayie taky zaida earning ho saky aghr hm log
rozana market ko samj k trading kary tw roz acha profit earn kr sakty hai
-
प्रतिशत आवंटन प्रबंधन मॉड्यूल, जिसे प्रतिशत आवंटन धन प्रबंधन या pamm के रूप में भी जाना जाता है, एक जमा धन विदेशी मुद्रा व्यापार का एक रूप है। एक निवेशक को अपनी पसंद के योग्य व्यापारी (एस) / मनी मैनेजर (एस) के वांछित अनुपात में अपना पैसा आवंटित करना पड़ता है
-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
+
Moving average aur market movement
Oper ka ishara de ri hai
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen
-
Trading sy insan bohat kuc bna sakta hai is k liye insan k experience hona bohat zarori hai aghr uska experience hoga tw wo dino me bohat sy goals achieve kr sakta hai is k liye thori c mehnat chayie agyr bageer sochy samjy or tuky lga kr trading kary gy tw hmy himesha nuksan he uthana prhy ga
-
Aj bhi market kafi nechy ki teraf gai hai aj bhi jis ne nechy ki teraf trade lagiye thi usne kafi paise kamaye hongy is liye hmy rozana market ko samj k trade lagani chayie taky hm zaida sy zaida paise kama saky
-
jesa k ham sab samjty k hai k forex trading bohat asaan hai ye hamari galt fhami hai
forex trading siraf un logo k liye asaan hai jin ko trading krty huye 5 6 saal hogy hai
jo naye log hai un logo k forex trading bohat muskil hai wo zaida ter nuksan me rehty hai
kuin k unke pass koi tajarba nai hota wo log tuky laga kr trading krty hai or hamisha nuksan me rehty hai
-
Aj k din market Buy+
Ki tarf movment kar rahi hai
Mkhtlif Indicators or
Moving average market ko upar hony ka bta re he
Or market ka Resistance and Support points market b upar hony ka bata re he
Isliay market main order lgain or stop loss or take profit ka lazmi istmal ho agr market negative ho ge to loss na ho====
-
Aj market ka trend buy ka hy+
Technical indicators sy b pta chalta hy k market buy ki position me hy.
Resistence or suport point up ja ry hen jin sy pta chlta hy k market buy k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
So good luck and keep it up..