Originally Posted by
Mehran
Je haan failure success ka piller ho sakta hai trader k liye agar wo us se kuch sikhta hai wo usko value deta hai tab aksar log fail hone pe forex leave kar dete hain ye solution nahi hai loss hota hai aap ko har business mei quit kar dena koi masle ka hal nahi hai trader ko chahiye wo time de trading ko samjhe loss ka solution dekhe take wo ainda fail hone se bach sake ga aap aik badiya earning kar sakte hain aap fail nahi honge jab aap trading ko jan chuke honge achi jankari ho gi tu fail hone ka reason bhi nahi hoga k aap kabhi fail ho sako jab aap ki trading achi hog aap jo bhi target rakho ge usko achieve karo ge even aap trading mein kisi bhi challenge ko achieve kar lo ge trader ko har time apna knowledge apna experience complete rakhna chahiye jo trader bar bar fail hota hai magar apni koshish achi karta hai trading mein success le sakta hai bina achi koshish bina achi learning earning nahi hogi aur achi strategy honi chahiye jab aap achi learning kar chuke ho ge aapko trading mei analysis karte huay strategy ki samajh honi chahiye kisi bhi strategy ko aap lazman stuy keya karo take aap k knowledge mein izafa ho jahan tak haqeeqat mein failure ki baat hai tu ik mehnat trader apni failure se bhi bahut kuch sikh jata hai aur aane wale time mein achi khasi improvement leta hai