ji dost stop loss bahoot hi useful tool hain aur iska fayda jayda hain isliye bahoot baar trader ko agar nuksaan ho rahe hote hain to usko nuksaan ko kam se kam karna hota hain ek limit mein rakhna hota hain stop loss jaisa tool kamyaab hain wo capital ke kuch percentage risk par kaam karne deta hain jayda bada risk lekar ke taading karna sahi nahi hota hain isliye stop loss rakhte hain kam loss par