ji haan demo account aur real account mein bohot farak hota hai jo log direct real account per kaam karne lagta hai unn traders kk bhaari nuksaan uthana padh jata hai aur saath hi saath unka accha profit nahi hota hai aur losses zyada hote hai voh isliye kyun ki unko trading ki acchi knowledge nahi hoti hai aur na hi kisi tarah ki koi practice hoti hai aur na hi kisi tarah ka koi experience hota hain isliye voh traders real account mein entry lete hi fail ho jata hai aur apna loss kar baithte hai isliye real account mein kaam karne se pehle kisi bhi trader ko pehle ek demo account bana kar uss per acchi tarah se practice karni chahiye aur demo account per practice karne se hame kaafi kuch sikhne ko milta hai aur kaafi knowledge bhi gain karne ko milti hai aur saath hi saath accha experience bhi mil jata hai trading ko sahi tarah se karne ka aur yeh sab kuch sirf demo account mein possible hai kyun ki agar hum demo account mein acchi tarah se practice kar ke aur accha experience gain kar ke aur acchi knowledge gain kar ke uske baad real account per entry karte hai to hame kaafi accha Profit bhi hota hai aur kaafi acchi earning bhi hoti hain aur losses bhi hame kam se kam hi hote hai kyun ki hamare pass acchi practice aur experience hota hai isliye hame accha profit ho pata hai isliye demo account aur real account mein farak hota hai