Haan bhai bahut hi jayda dheyan dena hota hai ache trading strategy banane ke liye bhai, agar hum logo ka strategy yaha par acha ho jata hai, to tab trading mein dikkat nahi hota hai bhai us strategty ke sath badiya trading kar sakte hai.
Printable View
Forex me koi best strategy nahi hoti bs ap ki kisi method pe achi grip honi chahye smjho wo he ap k liye best strategy h aur humesha jis method pe chal rahe ho us ko follow kr k he chalna chaye wrna loss ho ga agr rule break kren ge
the stop loss or stop trailng are very important to avoid major losses in our operations, it is a good trading method, but you must be careful in a real account, by what our capital may be lost in each operation.
bhai iss field mein agar aap acchi strategy le ke aage badhte hain toh profit kamane ke chances high ho jaate hain forex jaisa badiya business sabko karne ko nahi milta hai iss field mein log kaam karne ke liye taraste hain agar aapko mouka mila hai toh accha karein ismein.
bhai iss field mein waise dekha jaye toh aapke pass acchi strategy honi zarori hoti hai mein toh yeh kahunga ki forex trading mein paisa kmaana lagta toh asaan hai magar hota mushkil hai bhai forex trading mein aapko hamesha dekh sun ke chalna hota hai.
forex trading main wohi trader trader kmyaab hotay hain jo ismain low risk ka use kertay huya kama kertay hian and wo kabi b loss maian nahian rehtay hain and is say chi earning b low risk ki waj say kertay hian and low risk he achi planning hoti hai.