forex ko yaha par full time business karna mere hissab sai sahe hai kio k jab log yaha par pura day kam karty hain tou un ko yaha par kafi kuch milta haai aurwo is field mai achea tarah sai analyse kar paty hain magar kabhi kabhi aysa hota hai k hum yaha par aysa nahe kar sakty hain k usi par hi trade lai saky is leyay yai cheeze ko samjhna bhut zruri hai...

