Hi dear i am agree with you her new anay walay ko in cheezon ko samajna chiya forex trade start karnay say phalay dosri surat main app loss kar jain gay dear agar app achi tarha forex trade ko learn kartay hain or iss ko sahi traqay say apply kartay hain tu iss main yeh tamam cheezain aa jain ge or app ko forex trade bhee aa jay ge .

