zabrdast question.yes courge or himt is more important after investment because himat sy insan market k daily k change ko brdasht krta hy or trading may khob traki krta hy .
Printable View
zabrdast question.yes courge or himt is more important after investment because himat sy insan market k daily k change ko brdasht krta hy or trading may khob traki krta hy .
jee han bhai jaan mere khayual main forex main hum ko himmat ki bhi zaroorat hogi kion k har busiens main humko thodee se himmat ki zaroort hoti ha aurmere khaualmain forex main bhi hum ko himmat ki zarootat hotii ha and i thin that the forex is the best and i thin that it is the best online business we can do it easily.
Forex trading is really a actual money creating business and during this great deal of risk of loosing money is likewise there. To face the actual actual challenge in Forex trading we have to have courage to face the actual hard things of loosing money but still attempt in order to make a few bucks out of these risky things.
Forex trading is really a game for brave heart. When you have no courage then don't attempt to hitch this business this market can alter the trend quickly and just brave individuals can vacant this condition.
Dear forex may hi nahi dunya kay har kaaam may himat lazmi hoti hay lakin yahan haam say koi wazan to uthanay ka nahi kahta kay ham hammat say kaam lean yahan to market hay jiss may currency peir hane jin ko hamane samajh na hota hay.
jee jarur , ki bhi business karne ke liye himmat ki jarurat hai , forex ak bahut hi tuff or risky trading business hai is liye is business ko karne ke liye apko himmat ki bahit hi jarurat hai , maniye ke apke pass knowldge , exprience, market ki har ak jankari hai but apko himmat nahi hai to ap forex pe trading nahi kar paoge. kuk agar apko ak pairs par invest karne hai but ap soch raha hai ke agar ye traded karne pr apko lss ho jai to ap kai karenge ? but himmat se traded kar ne par profit loss jo bhi ho jay dekhenge aise agar traded karoge to faida jarur hi hogi . trading business karne ke liye himmat ki bahut hi jarurat hai.
g han himat to hr kam mein chahye aur is mein ziada himmat chahye kiun k is mein apka sara paisa kbi bi ja sakta hai aur market ooper neche hoti rehti hai to apke pas himat honi chahye loss ko bardashat krne ki.
ha g forex bri himmat waly ka kam h kmzor dil kam himmat loog is mn fail hot=jaty hn blk loos deikh kr to unk hart b fail hojaty hn is ley sb se pehly forex trader ko apny andar himmat deikhni chey agr himmat ho to trading kry wrna trading chor de
forex ha yar koi larai ka medan nh ha ke himat chahye, bas ap ke pass acha knowledge ho to ap ache trader ban skte hain or achi amount earn kr skte hain, jitna ap ke pass knowledge ho ga ap utna earn karo gy is business me
forex mein acha knowledge or experince chahiye is mein himmat ki zarorat nahin hai ager ap ko acha treder banna hai to ap ke pass acha knowledge or experince lazmi hai.