bilkul sahe kaha hai ap nay hum sab k pass jab pehla account hota hai aur usi mai pehla din hota hai tou kafi excited hoty hain hum trade bhut he soch samjh kar aur emotions k sath kia jata hai laikin agar hum yaha par yai sochy k is field mai hum behter tareeqy sai kam karty hain tou hum is field mai she rah sakty hain...