-
forex trading market pichly pory hafty me bohat zaida nechy ki teraf gai hai kafi logo ko umeed
thi market ab upper ki teraf jay gi maghr nai gai mujhe lagta hai ab market is hafty upper ki
teraf shaid jay gi is liye hamy ab trading dekh kr krne perhy gi taky nuksan na ho
-
Hi Friends +
Resistance aur Support points bhi Market per depend karte hain.
Market up hoti hai aur kabhi down ki taraf movement karti hai.
hamain trading se pehle indicators ko smajhna chahiye taa k ham SELL ya BUY mein trade laga sakey jis se acha profit mil sakey.
ager ham market ko samjhe bagher trade kare ge to hamain nuqsan ka samna krna par sakta he.
""BEST""
-
forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie
-
Aj market buy ma jane k ishare de rhi ha mujhe lgta ha ab hmein buy Ki trade lga Ni chahiye .
Trade lgane se phly market ko smjhna zrori ha .
Qun ky market ko Na smjhne se nuqsan hota ha .
Market kafi Dino se sell ma thi lakin ab buy Ki tarf ishare de rhi ha is liye buy Ki trade hi Sai rhe gi .
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle achay se indicators ko dekhen aur achay tradel se mil ke trading karen
Trading main jitna sanbhal kar chalo ge utna hi kamyaab raho ge
Forex trading main ao aur ameer bano apna future acha banao
"Best"
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
Doston Mere khayal se aap sab logon ko jinko bhi crypto ki knowledge hai Shayad hi koi Aisa trader hoga jisne MONERO ke baare mein nahi Suna hoga .
Monero Bhut hi PRIVATE , FAST AUR SECURE digital currency hai aur ekdam secure hai. Aaj ki date mein Iska TOTAL MARKET CAP - 3.25 Billion Dollars ke kareeb hai .
Inki Total SUPPLY - 16,040 ,017 hai .
Monero ke transactions fast aur secure isiliye hain kyonki Inhe Network Par hi confirmation milti hai .
Apni knowledge ke hisaab se discuss karen iska aage kya future hai , Iska price aage jakar kya hoga etc .
-
Trading kerne sy plhy hamy support level or resistance level ko bhi samj lena chayie taky hmy trading krty huye muskil na ho aghr hm log support level or resistance level ko dekhy k ketne percent up jane k chance hai or ketne percent down jane k tw hm log ache earning kr sakty hai
-
meri teraf sy sab dosto ko salam jesa k ap sab ko pta hai market pichly hafty kafi nechy gai thi
or mujhe lg rha hai market aj bhi kafi nechy ki teraf jay gi is liye hamy nechy ki teraf trade lagane chayie
taky pichly hafty ki terha is hafty bhi achy paise kamaye ja saky
-
Helo Dosto kesy hain ap
Ajj k din market Sell+
Ki tarf raju kar rahi hai
Agr
M15 kareeb hain to sirf buy krain sell na krain
Or agr kimat is k nichy wapis aa jati hai to kuch mat karain
Agr
M15 nichy ki janib hai to buy krain sell na krainagr kimat is k upar jati hai to kuch mat karain
Jori ki had or gair janbdar ilaqa hai is k darmian hony wali koi b tijarat zati faisla hai na is tajzia ka hissa
Agar
Acha faida hasil krna hai to indicatrs ko samjna zarori hai
Best of Luck====