-
Brother take profit ka tool trader kay liay bhohat zaroori hay, es say trader ka profit save ho jata hay, jab trader analysis karta hay to wo trend ko movement ko bhee watch karta hay jess ay take profit ka point hasal karnay kay baad take profit lagata hay jes say yus ka profit safe ho jata hay.
-
Yes take profit bhut hi achi aur bhut ho hi strong formula hay aur sath sath ye bat bhi zehn ma rakhna chye kay tp agr big target ka ho to sl bhi long lagana chye aur kisi tension ma aa kay trades ko close nahee karna chahye jis ka apko bad ma pachtwa ho so tp is a too much important in forex
-
g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun take profit tools use full hai or kafi trader take profit or stop loss ki he tools use krte hain kyn ke ye boht use full hai or wo kamiyab trader jise market ke bare main good knowledge ho hamesha ye tools use krta hai
-
Tp ko use kerna achi baat to nai hai q k kabhi market bohut opper aa jati hai or hum nay chota tp lagaya hota hai to hum wo profit kho detay hain isi liye market ko watch kerty raha karain taa k sahi time aanay par aap apni trade ziada say ziada profit mein nikal sakain...
-
Useful tools, when we have to manage multiple transactions or high volatility, we can feel at ease trading, once we set this tool, we will not miss our goal, we can leave the trading terminal have some satisfaction. The
-
Actually my dear, we know that the tools of profit are indispensable to prevent their greedy attitudes that can eliminate profits and even change the position of profits and become a loss that will lead to remorse. This is why the importance of using profit instruments in each entry
-
hamay chaahiye kay hum forex traidng mai har us step ko use krain jis ki madad sai hamay forex trading mai profit hasil ho aap ko chaahiye kay aap is mai profit hasil krnay ki koshish krain aap is mai profit kay tool ko use kia krain ta kay aap ko is mai profit hasil ho skay
-
Wese to forex trading me take profit aur stop loss dono ko use karana chahia but jese ki ap part time trader he aur ap trade laga kar ap trading ko time nahi de pa rahe he to ap take profit and stop loss dono hi use kijiye jo bhi pahale hit hoga wo bina ap ki present me bhi hojayega
-
bhai ji take profit tools bhi utna hi important hai jitna ke stop loss hai take profit tools se humein kaafi had tak apne greed ko control karne ka mauka milta hai hum bahut baar winning trades ko bhi close nahi karte hai greed ki wajah se aise mein take profit tools kaafi kaam aata hai bhai.
-
Dear, I always thought that the profit tool is a very good tool, we can set it to the minimum or maximum, we expect the price will drop. It's a very good tool, even if we can not sit in front of the computer, then we can easily set our tp and sl at our destination to reach our goal.