yeh ek bahut mushkil sa sawal hain, lekin ek baat mayne kehsakti huun ke maine jaab forex trading business start kiya tha taab maine sabki tarah demo se hi start kiya tha . uke baad doo aur teen maine baad mujko jaab kuch profits aiya demo main mayne samaj liya may real trading may bhi accha kar sakti huu.