han sahi baat ha k fear ki waja se ham loss se bach jatey hane kiounk main ager thorrey loss main jata houn to fear ki waja se main khuch der k liye forex trading churr deta houn or ager main apni trading jari rakhoun to phr mugh ko us main mazeed loss ho sakta ha esi liye main fear ki waja se mazeed trade nahi karta houn or loss se bach jata houn

