jab trend line hume kisi currency ka support aur resistance level deti hai. tab hume us level se kya pata chalta hai. ki hume kya karna chahiye. thik hai humne trend ka use karke support aur resistance ka level mil gaya fir?
Printable View
hmm mainbhi kafi confused hota houn jab trand ki mugh ko samgh nahi aa rahi hoti ha kisi achi or true trand ka andaza karna kafi mushkilha par ek baat ha ager app ko achi or true trand mill gai na to phr app waqi he forex trading main profit kamtey ho app achi or true trand ko paney k liye sma ka sahara ho woh kafi help karey ga ap ki
sorry per main toh khud abhi join kiya hua hoon tohmujhe is ka kuch khas tajurba nahi hai balke jab aap jaan jaye toh mujhe zarur is baray main apni rai se agah karain.
thanks bhai aapne mere ko samjhaya bahut hi simple tarike se ki trend market ki direction ka pata lagane ke liye hota hai. ye main samjh gaya. par main bollinger band ko use karta hoon par thoda problem hota hai. ek ek karke main apni sari problem solve kar lunga. thanks bhai:)
all indicators are good to use to know the trend and we can see it at higher time frames such as TF1H . TF4H and else, and wait until we can see the true trend and then follow it
it is good if the trader trade with follow the trend and for it i used stochastic and also trendline
trend ke bare mein kafi kuch jaan chuka hoon. trend ko dekhne ke liye sabse best hota hai ki aap Day chart open kare aap usmein trend ko araam se dekh sakte hai aur pahchan sakte hai. trend ko jaan bahut hi jaruri hai isliye har trader ko trend ko samjhane ke liye pura dhyan dena chahye.
what is sma?is that showing past trend or future trend ?i used moving average where i saw only the past trend but never been saw that indicate the future trend .will sma tell us for future trend?if we can find the trend then it would be easy to trade for everyone