-
Helo Forex Members
Aaj k din markeet
Buy +
ki trf Ishara kr rahe hai
RSI, MACD ßollinger bend k mutabik or Perabolic markeet me Azafy k bary me Batata hai
Agar ham Acha faida uthana chahty hain to Forex Trading ka Ilam sekhain or Tajurba hasil karain
Forex Trading ka karobar hamain faida dy skta hai
Is k liy hamain Mehnat krni hoge
Q k,
Mehnat kamyabi ki kunji hai=====
-
Hi Friends +
Resistance aur Support points bhi Market per depend karte hain.
Market up hoti hai aur kabhi down ki taraf movement karti hai.
hamain trading se pehle indicators ko smajhna chahiye taa k ham SELL ya BUY mein trade laga sakey jis se acha profit mil sakey.
ager ham market ko samjhe bagher trade kare ge to hamain nuqsan ka samna krna par sakta he.
""BEST""
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle achay se indicators ko dekhen aur achay trader se mil ke trading karen
Trading main jitna sanbhal kar chalo ge utna hi kamyaab raho ge
Forex trading main ao aur ameer bano apna future acha banao
"Best"
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
Today market trend:ßearish Sell
Resistance points and Support points going down in 4 hours chart
According to the famous indicators market goes down so we want do the trading in sell
Keep confidence and take a huge profit in forex trading because the confidence is a main key of success
-
Mera andaza k mutabiq market =Buy +
Jo surata hall chal rahi hai us k mutabiq
Market 80 % chance uper janay k hain
Support or resistance point be market k up honey ka ishara day raha hai
Is liya ham ko buy ki Trade laga dani chahiye
-
Ajj Market Movement:sell+
Current Rate aur previous Rate market ke Nechy hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke Nechy hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
Market Movement sell.+
Pair sell ka ban gya hai Market kafi Oper hoii hai ab
Nechy ki traf movement kar rahi hai is lia main Kahun ga k Humain
Trade sell ki laga deni Chahie ye Humary lie kafi Faidy Mand Sabit ho Sakti
hai or Akhri 8 Ghanty ka Garaff Dekha jaye to saaf pata Chalta hai
Market Oper ho k ab Nechy ki traf movement kar rahi hai. Shukria
-
Helo Dosto
Aaj markeet sell +
ki tarf jany ka ishara dy rhe hai,
Perabolic sr or ßollinger bend RSI k Ishary b markeet ko Nichy btaty hain,
Lehaza
Sort-e-haal k bary me sochain or phr asani se Trading ka fesla krain
Q,k Forex Trading Dunia ka Taqatwar Karobar hai,
Hr koi Online kamana chahta hai is k liye Indian Forex Trading Online kamai ka Behtren Tarika hai
God Luck Dosto=====
-
Ajj Market Movement: Sell+
Kal ki Nechy movement ko market Jari Rakh skti hai kyuki Market meh Kafi Nechy Movement thi kal
Halaki price abhi ek Resistance Jaga pe hai usa Resistance ko Market ache se Cheak Karega Agar ye Jaga Market Rukti hai toh pakka Market Nachy jy gi.