-
nahi Forex trading mousam ki tara behave nae karti hai ye depend karta hai har county ki ecnomic or political updates se market pe faraq parta hai or market move karti hai is main mousam ka koi taluq nae hai Forex trading main humain esa nae karna chaiye.
-
Forex trading ka or mousam ka door door tak koi relation ship nae hai Forex ki market main humain jo tabdili nazar ati hai wo news ki update ki waja se hoti hai or sath main different countries ki ecnomic changes ki waja se hoti hai.
-
Well, bro, I think that Forex is a trading business, and the trading business is always dependent on the economy. It has unexpected behavior like rain. If he does it perfectly then he becomes successful in forex trading. Good work! Good topic, I agree with you Some politics, behind.so what you see now, forex trading net, a number of factors, foreign exchange rates and we come from the general economic situation in the very world. the growth of forex business economy may be affected so can not guess. You need a lot of hard work to be successful and have technical data. Good pips, bro.
-
Yes dear I agree with you...forex trading mosam ki tarha hi Hai is liye ye bohat risky busniess Hai Mera kehna to ye Hai jab Tak ap ko forex sahe knowledge na ho kabi be trading mat karna warna loss he hoga is ka kuch pata nahe Hai kab kiya halat hojaye.
-
forex markeet mausam ki tarh naheen bulka ye contry ki economi pa depand krti hai jis contry ki economi dwon ho to markeet bhee down ho ghee
-
g han bilkul ye baat kai hd tk durust hy forexarket ka badalna bilkul aisay hi hota hy jesay k mosam ka bdalna..jis trha mosam k badalnay men time ni lagta isi trha forex market men b changes hoti hen lekin is wqk kaam bohot hi ehtiyat sy krna chahiay...kbhi kbhi aisa kaam b ho jata hy k insan ko apnay ooper b surety ni hoti k ye kaam men ny khud kiya hy isi trha aik trader ko jr waqt aisa kaam krnay k lia tyar rehna chahiay k jis sy usay koi uksaan na uthana paray
-
bilkul sahi h kafi had tk ya bat q ky market ki movment aa si hi hai kabi musambhara kabi tufan yani kabi to profit hi proft kabi loss dena shoro
-
Nai bahi forex me ziada tar mukhtalif markets yani mukhtalif countries k halat yani political and geographic situations ka asar ziada hota hai. Lekin agr market ko utar charhau ki side se dekha jaey to waqei ye mosam ki tarhan daily change hoti hai. Kal ki market aj ki market boht had tak different hai. Is se hamen market ko analysis karne ka moqa milta hai. Or agr ham market ko achi trhan se smjh jaen or jis country k pair pr trade kar rahy hain uske Halat se aware rahen to ham pehli hi trade boht achi laga sakty hain jis se hamen boht jald profit ho sakta hai. Is liye sab experienced traders Forex ko Learn karne ka mashwra dety hain q k yehi hamen advance level tak le jati ha. Is liye Learn forex more and more so you can understand market well.
-
dear trader aisi koi bat nahain hay jes say hum yeh kahain k yeh market mosumki trha chalti hay dear yeh aik market hay aur es mai utaar charao hota rheta hay es bat ka yeh matlab nahain hay k hum esko kahain k yeh mosum ki trha hay dear es market mai jetnay buyyer aur jetnay seller hungay utnay hi es main pressure hoga aur yeh utna hi movee kray gi aur bat hay smjhnay k jab ap ko yeh thek say smjh ajiay k es pay kesay kam krna hay tab ap es main kam krain aur jab ap k eski samjh na aiy es pay work na krain ......
-
Forex trading mousam ki tara behave nae karti hai is main or normal market main bohat difference hai is main humain ye sab batain bohat focus se mind main rakhte hue karnei chaiye ke news jo hai wo sab se important role pay kariti hai Forex ki market main or usi ki base pe hum Success karte hain humain market ki movement ka pata chalta hai.