-
According to me Forex could possible be far better and then stocks changing bcoz giving effective results inside a reduced amount of bucks plus through stocks we should achieve a higher cost to assist you to market Using that method although for the purpose of Foreign currency trading i would like to achieve analyze the theory.
-
mein forex trading ko zyada faiydemand maanta hoon kyunki mujhe aisa lagta hai ki is field mein se aap bhauat zyada paisa kama sakte hain aur aise forums hain toh aapko investment ka bhi darr nahi rehta hai aur aap ismein se badiya profit kama sakte hain .
-
mera manna hai ki stock markets se acha Forex market hai. kyuki traders stock markets se jayada profits Forex market se kama sakta hai. or iss Forex market mai leverage amount jayada hota hai jiss bajese hum jayada profits kama sakte hai, lekin stock market ka leverage Forex market se kum hota hai. or Forex market din ka 24 hours open rehta hai or weak ka 5 days open rehta hai jiss bajese hum apna trade ko continue rakh sakte hai 5 days tak. lekin stock market 8am se 4 pm tak hi open rehta hai iss bajese humme yaha pe iss time ke ander apna trading ko close karna hota hai.
-
bilqul baqio ki trha mera b yeii manna h k stock markeet sy forex markeet best h q k ye 24 hour online hoti h jab k stock only 8 hour.
-
According to me forex is better then stocks trading bcoz it gives good returns in less money and in stocks we need to have more money to trade it. if we want to buy a some good company stock then it costs a lot but here same case in all pairs no need of high capital.
-
Brther forex aur stock men ye farq hota he ke forex trading online market yani ke foregin trade he jismen ap foriegn ki currencies ki exchange karte hen aur stock ye hoti he ke ap apne mulq men koi cheez ko stock karlen aur uske baad jub high rate ho tou usko sell karden stock galata busines shota he
-
forex market has lot of advantages compared to stock market the main different is that forex trader can get profit whether th price goes up or down ,in stock you only have chance to make profit when the stock price goes up .and in forex market you can get profits from within very little time but in stock you have to wait long time .and for stock you have to invest lot of money if you want to get a considerable profit .soo forex is better than stock trading
-
BHai, Mujhe na to Stock market ki koi jyada knowledge hai aur na hi mujhe stock market me trading karne ka koi experience, main ek forex trader hu aur mere khyaal se forex mere liye better hai aur jiske baare me main nahin janta usse main na achcha kah sakta hu aur na hi bura.
-
forex aur stock market me kuch jada farak nahi hota,jo main farak hai wo volatile ke saat transactions ka hota hai,forex market me kahi million dollars me transactions kiya jaata hai kyunki ye world business maana jaata hai aur stock market me eske comparison me kamm traders kaam karna pasand karte hai..
-
man in k bary man koch zeada to nahi janta lekn man atna janta hn k forex jo ha to tmaam stock narkeet jasi chezon se best ha q k is man loss bhe ha or profit bhe ha