forex mai ab tk maine bohot zyada loss kia hai is mai maine apni tamam savings ko loss kia hai aap ne forex mai kitna loss kia hai aur aap ne is kay ilawa forex ki madad sai kitna earn bhi kia hai kia aap apni information hamaray sath share krna chahaingay

