-
forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie
-
aj k market trend=sell
support level or resistane level market ky nechy ki teraf jane k full ishara dy rhe hai
is liye hamy sell ki trade lagane chayie taky zaida earning ho saky aghr hm log
rozana market ko samj k trading kary tw roz acha profit earn kr sakty hai
-
forex trading market pichly pory hafty me bohat zaida nechy ki teraf gai hai kafi logo ko umeed
thi market ab upper ki teraf jay gi maghr nai gai mujhe lagta hai ab market is hafty upper ki
teraf shaid jay gi is liye hamy ab trading dekh kr krne perhy gi taky nuksan na ho
-
aj k market trend=buy
support level or resistane level market ky upper ki teraf jane k full ishara dy rhe hai
is liye hamy buy ki trade lagane chayie taky zaida earning ho saky aghr hm log
rozana market ko samj k trading kary tw roz acha profit earn kr sakty hai
-
Aj market ka trend buy ka hy+
Technical indicators sy b pta chalta hy k market buy ki position me hy.
Resistence or suport point up ja ry hen jin sy pta chlta hy k market buy k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
-
forex trading market pichly pory hafty me bohat zaida nechy ki teraf gai hai kafi logo ko umeed
thi market ab upper ki teraf jay gi maghr nai gai mujhe lagta hai ab market is hafty upper ki
teraf shaid jay gi is liye hamy ab trading dekh kr krne perhy gi taky nuksan na ho
-
आर्थिक डेटा या आर्थिक आँकड़े एक वास्तविक अर्थव्यवस्था, अतीत या वर्तमान का वर्णन करने वाले डेटा (मात्रात्मक उपाय) हैं। ... उदाहरण व्यक्तियों और फर्मों के सर्वेक्षणों से या एकल अर्थव्यवस्था के क्षेत्रों और उद्योगों के लिए या अंतर्राष्ट्रीय अर्थव्यवस्था के लिए एकत्र किए गए डेटा से भी एकत्र किया जा सकता है।
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
Helo Dosto kesy hain ap
Ajj k din market Sell+
Ki tarf raju kar rahi hai
Agr
M15 kareeb hain to sirf buy krain sell na krain
Or agr kimat is k nichy wapis aa jati hai to kuch mat karain
Agr
M15 nichy ki janib hai to buy krain sell na krainagr kimat is k upar jati hai to kuch mat karain
Jori ki had or gair janbdar ilaqa hai is k darmian hony wali koi b tijarat zati faisla hai na is tajzia ka hissa
Agar
Acha faida hasil krna hai to indicatrs ko samjna zarori hai
Best of Luck====
-
A.O.A
Aaj k din markeet ki Movment +
Aj markeet me Indicater ka Ishara nechy k tarf hy
Magr,
Movment upar ki janab ziada taiz hai,
Is liy Risk lena pary ga
Ya to wait krna ho ga nhi to Trade kr k Thora lamba wait krain
Indian Forex Trading ka karobar hamain Faida dy sakta hai
Is k liye hamain Mehnat krni hoge
Q k
Mehnat kamyabi ki kunjji hai=======